Good morning all🤗 waiting for the drama to unfold😆
🏏India tour of Sri Lanka 2026: 2nd Test at Colombo: 23/08/26-Day 2🏏
MG-Aaina-Prologue-Pg-1-(23.8.26).
Good morning all🤗 waiting for the drama to unfold😆
Im waiting for a good purvir scene ❤️Originally posted by: PutijaChalhov
Good morning all🤗 waiting for the drama to unfold😆
Shikhu you are right, Sudha is coming back.. 😳
Bass lekin abb pagal na wapas aa jaye.. 😡
Woh na zela jayega merese...

Haan mujhe bhi wohi darr hai....but agar sudha ko laaye hai waapas toh 2 possibilities hai..
Yaah toh veer track ka closure karne ke liye....or purvi ko support ke liye....
But mujhe first possibility jyaada lag rahi hai😡
Rangu baaz nahi aayega apni harkato se😡
One week accha baccha ban jaata hai...phir wahi naatak😡
Originally posted by: ShikhaHans
Haan mujhe bhi wohi darr hai....but agar sudha ko laaye hai waapas toh 2 possibilities hai..
Yaah toh veer track ka closure karne ke liye....or purvi ko support ke liye....
But mujhe first possibility jyaada lag rahi hai😡
Nahi nahi nahi.. Veer ka naam tak nahi chahiye muze.. 😡
Uske khud ke maa baap bhul gaye hai, hum bhi bhul jaye.. Bass.. Muze woh bhyanak darawana sapana fir se yaad nahi karna hai.. 😡
Yeh poora hafta yehi naatak karega😡..diwali episode bhi hai naa
Nahi nahi nahi.. Veer ka naam tak nahi chahiye muze.. 😡
Uske khud ke maa baap bhul gaye hai, hum bhi bhul jaye.. Bass.. Muze woh bhyanak darawana sapana fir se yaad nahi karna hai.. 😡
Nightmare toh hai woh behen...jhela naa jaayega😭
Isliye accha ho agar sudha sirf support karne aaye pur ko...
Par mujhe chaiye episode
Diwali wala to ufffff