Mandir
âKya tu sach mein dekh nahi pa rahi hai?â suman questioned
âHuh?â asked a confused raavi
âKya tum dono ek dusre ke ankhon mein pyaar dekh nahi sakte?â suman questioned again
âKaki aap-â Raavi tried to make sense out of what suman said. Didn't she want to get shiva married to disha
âMeri umar zaroor bad rahi hai lekin mein itni bhi buddhi nahi hoon ki mein apne bachon ke maan ki baat na jaan paun. Jab jab tu disha ko dekh ke jalti hai, tab tab shiva ke ankhon mein ek chamak dikhti hai raaviâ suman said
Suman had planned to get Disha involved so that Shiva and Raavi became aware of their feelings. With time she assumed they would realize but these 2 idiots went ahead and got a divorce
âJab bhi maine teri bezzati ki, shiva ke ankhon mein gussa tha. Tum dono kab samjho ge ki tum dono ek dusre se pyaar karte hoâ she added while shocking raavi
âAap ne yeh sab jaan bhuj ke kiya?â she asked with tears
No matter how strong she acted to be, sumans words did take a toll on her. Raavi from a very young age loved Suman, she was assertive but she always held a soft spot for Raavi and seeing her say such harsh words at her did hurt.
âAur nahi toh kya? Hai tu uss kagdi ki beti, lekin main bohot ache se jaanti hoon ki meri raavi kitni achi haiâ suman said while patting her lap, indicating raavi to place her head.
âMujhe kitna bura laga aap ko pata hai, mujhe laga ki aap mujhse nafrat karte hoâ she said while crying like a little kid
âMain apni gudiya se kaise nafrat karti, maine tujhe bachpan se dekha hai Raavi. Tune kabhi haar nahi maani phir ab kyu?â suman asked while caressing her hair
âMaine haar nahi maani Kaki, main yeh divorce jaan bhuj kar kar rahi hoon. Main shiva se pyaar karti hoon aur mein jaanti hoon ki uske dil mein bhi feeling hai mere liyeâ she confessed
âJaan bhuj kar kar rahi hai? Matlab kya hai tera" suman tried to understand
âAaj court main maine alimony ke jagah apni shaadi ki baat rakhiâ raavi said
âKya!â suman shouted
âMeri shaadi toh shiva se hi hogi, lekin usse pehle mein usse yeh ehsaas dilana chahti hoon ki woh mujhe deserve karta hai. Woh mere liye perfect hai.â raavi said with a glint in her eyes
Suman stopped questioning her further. She trusted her Raavi
âTu jo bhi kar rahi hai, soch samaj kar karnaâ suman advised
Raavi nodded in assurance
âAur haan, teri yeh kaki tere saat haiâ she said with a huge smile