Ek season hua karte thei jab even 2 day stay wale Bunty chor bhi ab tak yaad hain...ek ye season hain jismein na kisi ke aane ki khushi na jane ka gham...bharh mein jas tera kissa khatam wala case hai
Why are you doing this BB ? Whats the pressure ? Yahan tak ke kafi time aur mauka mila sab perfect karne ke liye lekin phir bhi jaan boojh ke barbaad kar diya season...chakkar kya hai who is behind this