yaar KK ki to kismat hii kharab hai.. Karti hii kyu hai try...π€£π€£π€£
Bacche yaar...π€£π€£π€£...Kya bacche hai.. Pure purvir shipper hai humse bhi bade wale ye.. Humesha mast planning karte hai.. Maa baap to kuch na kar paate bacche humesha chaar kadam aage hii chalte hai..humare smart kids..ππππ€£π€£π€£π€£π€£π€£π€£
KK ke baare mai to kya hii bolu...isse badi selfish person to maine kabhi dekha hii nahi..π€¬π€¬
kaisi maa hai ye...ππ
Actually maa hii nahi hai ye... Kalak hai uske naam par ye..ππ
Chalo matlab manas ko sab pata hai.. Aur record bhi ho gaya hai sab.. Dekhte hai mukhi kaise badla leta hai..aur KK to fir bach hii jaayegi...π€
Tha ka for HL di..πππ