Originally posted by: kavya1994
Yeh kya tha????
Handkerchief back to Monami
Aur Karan ke taraf se guilt to mujhe kahi nazar nahi aaya..
Koi guilt mein kya galti ki isko yaad karta hain, na ki jiske saath galat kiya usne kya gift diya...
OYY yaar karan hain woh ulti khopdi hain.😂😂😂