BB wapas bhadaka hua aaya- task mai bhi afsana so rahi hai.. shamita english bol rahi hai.. Iss prakriya ko yahi rokte hai.. ab koi ration nahi le sakta.. jo cheeze li hai uss mai se hi pura week nikalo..
Affo chupchap aa k khadi ho gayi sath mai 😅