Well kahin na kahin unfair hona hi tha usko. Kisi ek k saath.
Haan karan ka influence tha coz umar ka us pe blind trust hai and he know k karan k saath Teja hai hi usne affo ko bi bataya,
Nish is a snake pehli opportunity pe wo umar ko out karega. Nish ki priority pratik n donon ka target umar.
Ab bas dekhna hai k umar kab tak hai vip zone main. May be aisa hota k wo affo ko choose karta n nish ko captaincy k liye support karta.
Umar ka koi genuine relation nai bas uska blind trust + necessity hai.
Rahi baat weekend to jo bhi decision ho bashing to compulsory hai uski.