bhai Monday wait kiya nahi ayaπ phir socha Tuesday ayega phir wait kiya π phir nahi ayaπ aaj socha ayega nahi aya π kal Kundra royega π₯±π£ kab ayega π π«π€£π€£Aaj ke baad khabri pe trust karne se pehle mein do baar soch chunga π

