bhai Monday wait kiya nahi aya😒 phir socha Tuesday ayega phir wait kiya 🙄 phir nahi aya😅 aaj socha ayega nahi aya 😕 kal Kundra royega 🥱😣 kab ayega 😅😫🤣🤣Aaj ke baad khabri pe trust karne se pehle mein do baar soch chunga 😆

