Mannu ko 7 baje ke pehele uthana hota hai....
Sajdhajkar woh AK ka wait karati hai.. 🤪
ANd if not this, then uski mummy ne ye kehekar uthaya hoga "Tyohar ke din koi etni der sota hai kya" 🤣
🤣🤣
Abbe yeh kya hai🤣
7 baje toh AK khud nahi uthata hoga🤣
Yeh mummy log bhi naa😆...unko kya pata..hamaare liye tyohaar matlab neend maarna🤣