So jaoo baccho, it's latee.
Tum logo ka kal clg nahi hai kya?
Vaish aur swastii?
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 12th Sept 2026 WKV
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 13th Sept 2026 WKV
🏏1st T20I, Afghanistan vs India in 2026: Arun Jaitley Stadium, Delh🏏
Preity vs Kareena next week ..Which film is your first choice?
🏏Women's Asia Cup 2026: Final: Sri Lanka W vs India W on 13/09/26🏏
Muntik FF: Aitraz
KN Sirav Sidmaira Pranak FF: Yaadein
So jaoo baccho, it's latee.
Tum logo ka kal clg nahi hai kya?
Vaish aur swastii?
Originally posted by: Swastika34
Main shaam ko so gyi thii toh abhi neend nhi aa rha hain isiliye jaag rhi hoon!! 🤣🤣
Mujhe bhi neend nahi aa rahi hai
Kal mera last exam hai
Originally posted by: Swastika34
Main akeli raat k 3 baaje jagi hui hoon aur gali k dogs bhauk rhe hain!! Parso Halloween bhi hain!! Mujhe darr lag rha hain! 😶🙂
Jaa maahi ki story padh, uska hi bana
Originally posted by: Pixiepadhi
So jaoo baccho, it's latee.
Tum logo ka kal clg nahi hai kya?
Vaish aur swastii?
Hai na kal last exam hai lekin neend nahi aa raha kyuki late uti thi 😆
Dogs hain ya werewolves samjh bhi aa rha hain kaise ajeeb awaz nikal rhe hain!! Ekdm aise - 'Aaaaauuuuunnnn'
Mujhe darr lag raha hai bohot!! 🙂😶
Tujhe sona chahiye, kaisi exams dehgi, aise jagi hui hai
Kal tera exam hai? Aur tu teen baje tak jaag rahi hai? 😮😮
Jaa soo
Originally posted by: Swastika34
Dogs hain ya werewolves samjh bhi aa rha hain kaise ajeeb awaz nikal rhe hain!! Ekdm aise - 'Aaaaauuuuunnnn'
Mujhe darr lag raha hai bohot!! 🙂😶
Tu toh mera bandar 🐒 hai , darr Matt
Tu ghar ke andar hai na woh thodi aayenge andar 😆
Originally posted by: Swastika34
Dogs hain ya werewolves samjh bhi aa rha hain kaise ajeeb awaz nikal rhe hain!! Ekdm aise - 'Aaaaauuuuunnnn'
Mujhe darr lag raha hai bohot!! 🙂😶
Tera khudka kamra hai?
Akele soti hai?
Halloween ke liye Shiva ka special costume aa raha hai ME me😆
Thune kuch liya? 😆
🤣🤣
Maine kuch nhi liye 🤣🤣 harkaton se toh bhootni bann hi gyi hoon costumes ki zaroorat nhi!! 🤣🤣