Are yahi to dukh hai..
Haweli mai knock karake ane ka jamana nahi hai..
Tabhi to humare PurVir bada dar dar ke romace karate hai.. π€£
Jo bhi thoda bohot kiya hai romance uski baat karrahi hu mai.. π€£
Arre toh yeh logo ko darwaaza band karna naa sikhaya kisine?π‘
Yaad hai naa babies ne KC mein bhi door open rakh diya thaπ‘...kya karoon main inkaπ€£