Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 27th Sept 2026 WKV
🐅 THE TIGER ASIF AT —***~~ Now Entering Legendary Territory***
Celebs at "15Yearsof Mijwan" - by Manish Malhotra - Alia & Vicky
Very partial
🏏West Indies tour of India 2026: 1st ODI - on 27/09/26 @2:00 PM IST🏏
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 28th Sept 2026
Happy Birthday Ranbir Kapoor 🎊
Dar-e-Nijaat show Discussion
🏏India vs Afghanistan, 2nd Quarter-Final, Asian Games 2026🏏
Koi nhi aarha yahaan!! Sab kahan chale gye!! Tum bhi nhi aati!! 🥺🥺

Busyyy ho gayii hu thodaa 🥺🥺
Aaj episode bhi bahut latee main dekhaa
Aur KDice bhi shaant ho gaye hai thodaa 🥺🥺
Originally posted by: Pixiepadhi
Busyyy ho gayii hu thodaa 🥺🥺
Aaj episode bhi bahut latee main dekhaa
Aur KDice bhi shaant ho gaye hai thodaa 🥺🥺
🙂🙂
Kabhi kabhi toh ayaa kro partner 🥺🥺
Episode kitnaaaa accha thha aaj ka ❤❤❤😭😭🧿🧿
KDice ko bhi pta nhi kya hogya!! 🙂🙂

Originally posted by: Swastika34
🙂🙂
Kabhi kabhi toh ayaa kro partner 🥺🥺
Episode kitnaaaa accha thha aaj ka ❤❤❤😭😭🧿🧿
KDice ko bhi pta nhi kya hogya!! 🙂🙂
Aree ayi thiii na aaj
Par EDT mai zyada post kiyeee
Kyuki aaj shivi ka din thaa 😍😍
Shayad isliye KDice content nahi de rahe hai, kyuki acche shivi scenes mil rahe hai 😉😉
Jab phirse sukhaa padega to content milega 😂😂
Content nahi mil raha shayad iss liye.. kitne time ke baad ek pic mila.. ab toh sirf episodes hain discuss karne ko.. AU mein kuch nahi mil raha 😒
Tu bhi EDT mein aaya kar Swasti! Wahaan zyaada log hote hain ❤️
Maybe, maybe not. Only the days that are actual government holidays are off for us, and Saturdays depend on department... So yep, saraswati puja, vijayadashami, dussehra, and maybe the weekend. I'll only go if there's at least 2 days continuous holiday...
BANDA ping pong ball ban gaya hai...koi Shaadi mein confused Aatma ki tarah bhatak raha hai,koi doosri Shaadi karana nahi chahta,koi doosri Shaadi karane mein atka hai....Shiva yaar tu bachelor hi thik tha✌😭🤧
PS:ME POSTING THE SAME SHIT EVERYWHERE 🤣