Originally posted by: Nandini25
Nah re! Mujhe is badi wali patni devi se bhi gussa rehne ka jyada ummeed nai hain. Dekh tha na iske ansu dekhkar kaise mataji ki kasam tod diya isne. Yeh paagal deewani hain Buddhu Babu ki. Agar sach mein gussa hui na toh kya baat hogi! 🥳
Haan re Bondita pe itu sa bhi bharosha nahi hai par is baar humo yeh galat sabit kar de.............😆