Koi topic divert nahin hua
Topic mein saaf saaf anupama ka look change karne ko kaha gaya ki taaki woh Beautiful lage. Yeh kaha topic mein kaha likha hai ki anupama ko apni marji se kapde ki marji pehane chahiye na ki baa ki marji ke
Jo yeh keh rahe hain ki topic divert hone ki baat kar rahe hain woh jaakur doobara topic padhe ki kya aakhir topic hai kya usme saaf anupama ki look change hone ki baat ki hai to reply hi yahi diya ki anupama apna look kyon change kare to isme kaha se topic divert ho gaya
Arey ek baat karo. Kabhi kehte ho anupama ko baa ki marji ke nahin balki apni marji ke kapde chahiye. Kabhi kehte ho anupama is dress mein gharelu lagti hai isliye aur kapde pehne chahiye . Pehle decide karlo ki kehna kya chahte ho
Complaint kis cheeje se hai ki anupama saree pehan ke gharelu lagti hai hai ya woh apni marji ke kapade nahin pehanti??
6