Originally posted by: Aashi_009
Waah waah šš
Ek dum sahi keh rhi ho aap š
Bb waale vaise itna achaa soch nhi sakte š¤£
Arey naa re... Maine notice kiya hai, BB waale khaali track ki outline ko typical banate hai... Andar kaafi creativity hoti hai... Shaadi bhi ekdam hatke hui, confession bhi etc...š