Trio puri taiyari se D ka brainwash karti hai ki vir is not good for purvi and bla bla bla.
Ab D hi Purvi ko bacha sakta hai.
Mukhi kids and maa scene where Kids r happy ki hathi ne nani ko pahchan liya to usko sab yaad aa gya, mukhi kahta hai abhi nhi.
Then maa asked vir ki kya purvi ko wo yaad hai.
Vir said duniya me insaan sab bhul sakta hai but maa ko nhi