Originally posted by: Siddiquie
teenage ka hai ig,18 se date kar raha haiđ¤ŁBada fast hai banda,hum yahaan kisi ladke se baat bhi nahin karte the ,aur yeh GF bhi bana liyađ¤Ł
Sachi maine toh kitaab ke alawa kuch nhi kiya
Ab toh lagta hai asli Zindagi isi ne jee haiđ¤Łđ¤Ł