Just imagine for a second
Kids go back to school. Vir thinks how will he get a chance to spend time with his Bawri?
He wakes up early, sneaking into Daksh’s compound and punctures all the tyres of his cars.
—
Next morning, Miss Dhwani is getting late for school. She looks around and sees Mukhiji and his kids leaving their house. Vir sees her and smiles slyly.
Vir: Dhwaniji! Aap abh tak school na gai? Aap to late ho rahe ho na?
Dhwani: Pata nai Mukhiji. Achanak se hamare sab tyres puncture ho gaye. Daksh bhi office ke liye nikal chuka hai.
Vir: Oh ho ho! Yeh to bhot bari garbar hai. Vaise aap hamare sath aa sakte hai?
Dhwani: Are nai. Hum aap ko pareshan nai karna chahte.
Vir: Iss mein pareshani ke kya bat hai? Bachho ko bhi acha lage ga
Dhwani sees kids smiling and smiles
Dhwani: Accha thik hai. Sirf bachho k liye!
J&M: YAAAYY!!