Originally posted by: jperalta
Thanks for the thread, Whatever ji! I am amazed at how quickly you can come up with such awesome poems ❤️ Talent hi talent hai 👏😎
Hum NN se unka gadda leke aawat hai 😆😆
Aa gaye hum, aur imarthi laa rahi hai Whatever ji. 😆 Aaj hum bhi mazaakiya mood mein hai aur humaar review bhi. 🤣
Everyone in today's episode:
Imlie - NN hi kaafi hai Engliss madam ke liye 😆 Malini di ki marhamat aaj se shuru kar dees 😆
Rupi - Toh aaj aaye hai oonth pahaad ke neeche 😲 ... *looking at the elder T's who have nothing left to say*
Nishant - Cool Nani aa gayi 😳 ... ab kitni jaldi bhaagenge maa-beti yahaan se? 😳
Adi - Chalo, ab Nani aa gayi hai Malini ke routine chops ka thoda bhaar uthaane Focus shifts back to Jhalli for sometime
Malini - Kya din aa gaye mere Adityaaaa ko wapas paane ke liye. Ab plan ko accelerate karne ka sochna hoga, warna Nani naa sone degi, naa sochne aur naa jeene 😕
AC - Main jo karne jaati hu, woh hamesha ulta kyu pad jaata hai? 😒
Senior T's - Anu ji aur Imlie ke Nani ke beech hum kyun phas gaye?! 😒😕
And, most importantly, Sundar - Chalo accha hai, Nani aa gayi. Hum jitna khaana banate hai, kuch waste nahi jaayega... aur drama ki jagah ghar mein kuch din comedy mil jaayegi