Originally posted by: jperalta
Thanks for the thread, Whatever ji! I am amazed at how quickly you can come up with such awesome poems β€οΈ Talent hi talent hai ππ
Hum NN se unka gadda leke aawat hai ππ
Aa gaye hum, aur imarthi laa rahi hai Whatever ji. π Aaj hum bhi mazaakiya mood mein hai aur humaar review bhi. π€£
Everyone in today's episode:
Imlie - NN hi kaafi hai Engliss madam ke liye π Malini di ki marhamat aaj se shuru kar dees π
Rupi - Toh aaj aaye hai oonth pahaad ke neeche π² ... *looking at the elder T's who have nothing left to say*
Nishant - Cool Nani aa gayi π³ ... ab kitni jaldi bhaagenge maa-beti yahaan se? π³
Adi - Chalo, ab Nani aa gayi hai Malini ke routine chops ka thoda bhaar uthaane Focus shifts back to Jhalli for sometime
Malini - Kya din aa gaye mere Adityaaaa ko wapas paane ke liye. Ab plan ko accelerate karne ka sochna hoga, warna Nani naa sone degi, naa sochne aur naa jeene π
AC - Main jo karne jaati hu, woh hamesha ulta kyu pad jaata hai? π
Senior T's - Anu ji aur Imlie ke Nani ke beech hum kyun phas gaye?! ππ
And, most importantly, Sundar - Chalo accha hai, Nani aa gayi. Hum jitna khaana banate hai, kuch waste nahi jaayega... aur drama ki jagah ghar mein kuch din comedy mil jaayegi