Wese chronology samajh rahe ho :
Bondita ne rishta todha , Anirudh ne love accept karliya
Bondita ne letters ka jawab nahi diya , Anirudh milne pahuch Gaya
Bondita ne khud par gun taan kar Arthi par Jane ki baat ki , Anirudh ne usse barat lejaker Doli me lane ka Maan Bana Liya