🤰 pregnancy......
Next morning 🌄
Aai-pallu beta tu thik to hai kal se dekh rahi hu tujhe kya hua teri tabiyat to thik hai
Suddenly she goes to🤢to washroom🤮🤮....
Aai- pallavi tu thik to hai beta kya hua
She comes....
Pallavi- kuch nhi aai bus thoda ajeeb sa lag raha hai per main thik hu aap chinta mat kijiye suddenly wo ek necklace dekhti hai and said aare yeh necklace kiska hai aapka hai aai
Aai- nhi pallu mera nhi hai aur humne se kisi ne necklace bhi nhi liya hai abhi
Pallavi-aacha to phir yeh necklace ek second iss box pe to jawati jeweller ka name likha yeh necklace jawati jeweller ka hi ha per yeh yaha kase🤔aai mein shop pe jaa rahi hu to yeh necklace bhi wahi deti jaaungi
Aai- thik hai beta
In jaweti jeweller shop....
Pallavi-tum yaha kya kar rahi ho🤨
Raghav-tum kasa baat kar raha hai pallavi yeh mera hi shop hai to main ider hi rahega ab tum batao ki tumko kya chahiye🥰
Pallavi-mujhe kuch nhi chahiye wo to main yeh necklace vapus karne aayi thi tum yeh mere ghar per bhul gaye the to ab main chalti hu
Suddenly he sees that she is about to fall unconscious but he holds her
Raghav-😰pallavi kya ho gaya tumko pallavi😨 aakhe kholo apna
In deshmukh house....
Few times later...
Raghav-doctor mera wife kasa hai wo thik to hai kya ho gaya wo behosh kase ho gaya
Doc- pallavi ji perfectly alright she fainted because
of weakness and it is normal to be pregnancy and
you all haven to take great care of them
Everyone very happy 😊😊
here this news he cannot control himself and he hugs 🤗 her and said.....
Raghav- pallavi main bahut khush hai tumne mere ko mera sabse bada khushi dia hai main papa banne waala hai
Pallavi-😤 tumari himmat kase hui mujhe chune ki ha yeh kya kar rahe ho tum pita banne waale ho to apni patni ke gale lago mere kyu lag rahe ho
Everyone shocked😨😨raghav said-aare main to bhul gya ki pallavi ko to kuch yaad nhi hai
Aai-aap sab bahar jayie mujhe pallavi se kuch baat karni hai everyone left and aai told everything
Pallavi-😱😱 shocked aai yeh aap kya kah rahi hai yeh
Aai- ha pallu bahar jo raghav hai wo tera pati hai aur tu uski patni hai jaanti hu beta tere liye yeh bahut mushkil hai per tujhe yeh such janna jauri tha pallu dekh tu jayda soch mat she fainted after hearing all this.....
Aai- pallu
Everyone comes....
Raghav-pallavi phir se behosh kase ho gaya
Aai-maine usse sab kuch bata diya
Raghav-yeh aapne kya kia yeh sab kuch sahi hoga iss time
Aai- chinta mat karo raghav kuch nhi hoga pallavi ko aur yeh sab kuch batana jaruri tha aur tum fikar mat kar yeh sab hona iss samay mein normal hai pallavi ko iss waqt sabse jayda tumari jarurat hai aur wo tumare sath ghar jayagi aur isse kya pata pallavi ko sab yaad aa jaye
Amma- sharda ji bilkul thik kaha raha hai raghav
Pallavi ko hosh aa jata hai
Pallavi-mujhe raghav se kuch baat karni hai
Raghav-ha bolo pallavi kya kahna chahta hai tum
Pallavi- raghav dekho bura mat manana main apani life ki wo saare yaade bhul chuki hu aur mujhe kuch yaad nhi hai aur main to yeh bhi nhi jaanti ki maine tumse shaadi ki aur pyar kia aur ab yeh baccha yeh saare pal zindagi ke bahut hi khubsurat pal hote hai main tumse yeh kahana chahati hu ki ager iss bache ke janam tak mujhe sab kuchh yaad aa jata hai to main tumare sath apni puri zindagi bita dungi ager mujhe kuch yaad nhi aaya to main yeh bachha tume dekar humesha ke liye chali jaungi
Everyone shocked😱😱😱😱
Raghav-💔💔pallavi main tumko nhi rukega kyoki yeh test ab tumara nhi mera hai aur mere ko mera pyar per pura bharosa hai
Pallavi-😊 raghav main bhi yahi chahati hu ager maine kabhi bhi tumare sath apni zindagi bitai ho to wo pal mujhe jaldi se yaad aa jaye
Everyone left......
Amma-raghav yeh tune kya kiya suna na tune pallavi ne kya kaha
Raghav-jaanta hai mein amma aur mere ko mera pyar per pura bharosa hai aur main inn 9 month mein pallavi ko sab kuch yaad dilayega
Everyone becomes very happy 😊😊to see this belief of him and decided to help him....
Next morning 🌄
In rr mansion...
Amma-arre tum sab aa gya
Raghav-ha amma😊aao pallavi yeh humara hi ghar hai
Pallavi-ha🤔pata nhi kyu yeh ghar mujhe apna sa lag raha hai asa lagta hai jase mera hi ghar hai
In night🌃
Pallavi-kitni borr ho rahi hu chalo thoda bahar jaake dekhti hu she left...
Amma- arre pallavi tum aa gaya aao hum sab sath mein khana khata hai
Pallavi -ji😊
Everyone enjoyed yummy food 😋🍲
Pallavi-raghav mujhe yeh sabji pasand nhi hai tum mujhe lucki ki sabji paas karo
Raghav-kya tum yeh sabji ko mana kar raha hai yeh to tumhara favourite ha na
Pallavi-ha per ab mujhe wo pasand nhi hai tum mujhe lucki ki sabji do aur sath mein aachar 😋😊bhi
Pallavi khana kha rahi hoti hai aur raghav usse gurkar dekh raha hai and suddenly said....
Pallavi-raghav tum mujhe gurr kyo rahe ho kuch hua hai kya
Raghav-nhi wo tumara naya pasand ke baare me soch rahe tha
Amma-yeh ladka bhi na 😂😂aare tu kyako pallavi ko pareshan kar raha hai uska jo mann karega wo khayega aur wasa bhi wo apna thali me kha raha hai tera thali se thoda kha raha hai tu bhi na tereko dekhkar lagta hai ki pallavi nhi tu pregnant hai🤣🤣
Few minutes later.....
In room...
Raghav-pallavi yeh lo yeh dudh pe lo🥛
Pallavi-nhi raghav mujhe yeh pasand nhi hai iski smell nhi mujhe nhi pinna
Raghav-pallavi tumko nhi pina per mera baache ko to pina hai
Pallavi-nhi maa ko nhi pasand to bacche ko bhi nhi pasand🤣main nhi piungi
Raghav-thik hai mat pio 😟
Pallavi-raghav dekho ab gussa mat ho piti hu
Raghav-yeh hua na baat😊ab tum aaram karo
after some time later.....
he sees that his wife is sleeping peacefully just like a baby and he hugs 🤗 her
Raghav-good night saare ka dukaan❤️
may be you all will like it and don't forget to give your feedback