Originally posted by: Unnatiiii_17
Maybe shaadi ho gyi ho n wo reveal na krna chahti ho🤣
Tu toh shaadi karwake hi chhodegi inka 😆
Sahi bhi hai humara 18+ thread toh open ho jayega 😆
🏏Th.2 ~ ICC Men's T20 World Cup 2026: Final IND vs NZ🏏
JILLAT KI LADDU 9.3
Dhakke Maarke Nikaalna Part 2
Aryan and his girlfriend
Anupamaa 09 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Originally posted by: Unnatiiii_17
Maybe shaadi ho gyi ho n wo reveal na krna chahti ho🤣
Tu toh shaadi karwake hi chhodegi inka 😆
Sahi bhi hai humara 18+ thread toh open ho jayega 😆
Originally posted by: Unnatiiii_17
Maybe shaadi ho gyi ho n wo reveal na krna chahti ho🤣
Dill ko behlane ke liye yeh khayal bahut acha hai. 🤣
Originally posted by: .Rinnie.
Tu toh shaadi karwake hi chhodegi inka 😆
Sahi bhi hai humara 18+ thread toh open ho jayega 😆
Lagta h 18+ thread ke liye bahut ideas hai. Isi liye yeh betaabi.😈
Main? Aur ideas? 😲 😇
Na na na... wo tumhi log the jo uss raat suhagraat ke planning bana rahe the, kahan, kidar, kaunsa music, kaunsa set up hoga.... bas kaise hoga wo nahi plan kiya😆
Haa re☺️☺️jaldi jaldi kro sb😳😳ab mujhe is show mein inki shaadi ke baad hi maza aayega😳Originally posted by: .Rinnie.
Tu toh shaadi karwake hi chhodegi inka 😆
Sahi bhi hai humara 18+ thread toh open ho jayega 😆
Mangu next promo Shaadi ka with super duper caption plj😎
Wo hm kyu plan krenge uske liye Bon h naa☺️Originally posted by: .Rinnie.
Main? Aur ideas? 😲 😇
Na na na... wo tumhi log the jo uss raat suhagraat ke planning bana rahe the, kahan, kidar, kaunsa music, kaunsa set up hoga.... bas kaise hoga wo nahi plan kiya😆
Nahi aisa hi hoga dekh lena😎
Guys trp increased 1.4 🥳
Originally posted by: Unnatiiii_17
Haa re☺️☺️jaldi jaldi kro sb😳😳ab mujhe is show mein inki shaadi ke baad hi maza aayega😳
Mangu next promo Shaadi ka with super duper caption plj😎
Aisa promo dalega na, I can already imagine kitne log jal jal ke rakh hone wale hai 😆
Waise maaze ke baat yeh hai ke Bondita ka shaadi ki taiyaari har jagah ho ri hai bas dulhan ko hi nahi pata ke uski shaadi hone wali hai 🤣
Guys trp increased 1.4 🥳
YAYYYY!
Tumare mooh me der saara chocolates for giving such khush khabar🥳