Originally posted by: DelusionsOfNeha
So the episode starts with some political stuff with Tukoji reading a letter to Malharrao.
Gautamabai telling Ahilya ki kabhi kabhi dusro ke liye bhi zidd pakadni chahiye, befriend Khanderao! Ye kya inko pyaar waar karwayenge? Please spare the kids, let them be friends
Aaj Harkubai kitni mehnat kar rahi hai Khanderao aur Ahilya ko sath laane ke liye!! Bahot papad mirchi daal di 😆
Khanderao gave such a diplomatic answer to Dwarkabai's question ki 'Ahilya ne aaj kaisi padhayi ki', he said 'waise hi jaise pehli baar padhne wale kar sakte hai'. 👏 good boi!
Malharrao has such high hopes from Ahilya! Don't be stupid girl, you got a chance don't ruin it!!
Then Gautamabai eats mirchi wali daal and Malharrao gets all anxious and feeds her laddo! it was so sweet!
Harkubai ka gyaan : Malharrao apni patni ki aankhon mein aansu nahi dekh sakte.. hamare ghar ke sabhi purush isi category me aate hai...😆 dekhte hai ki Khanderao isse kitni seekh leta hai. The way he looked at Ahilya gives me hope.
Harkubai ka dursa gyaan : jo seekh rahi ho use dikhana nahi hai, jatana nahi hai, ye tumhari apne pati ke prati nishtha dikhayegi.. dosti ho jaye tab bata dena.. phir bhi galat lage to bata dena
Ahilya agrees
Ufff... I'm not fond of this..
Ahilya having flashbacks and is in a dilemma to how to go on..
Ahilya dreams that Khanderao takes her to his Guruji and says ki aaj se ye bhi hamare saath padhegi.
Next Monday : It's been a week and she hasn't learnt alphabets. Guruji angry, Khanderao is thinking (maybe he'll help).