Originally posted by: Ocean_of_waves
Mai Punjab me rehti hun aur maine yahaan hardly 2-3 ladkiyon k alawa kisi ko bhi saree me nahi dekha hai. Kyuki hum bengali hai to mummy har function me saree pehenti hai aur yahaan k functions me thodi alag lagti hai.😆
Bangla mane Saree But we don't drap Saree like that 😆