Originally posted by: Manasi_16
Mujhe bhi aata tha...par yahan Purvi ka tyaag n baliddan dekh kar toh Anu selfish lagne lagi hai 🤣
Purvi ki to baat hi nahi ki jaa sakti yar
Mera to mann hi uth gaya hai show se
Phir bhi mumny ko aadat hai dekhne ki to unke saath dekh leti hu