Originally posted by: rumi_dee
Haaan yaar! Bechare ne itni mehnat ki.. kuch toh dikha diya..
Also, when he shared the pic Kitne KPs bane the uspar!! 😁Sab paagal ban gaye 🤪🤪😝 saaf safai crew were dancing .. socha ek, nikla kuch aur..
Mujhe 100% pata tha ki kuch nahi hone wala us bathtub main 😂😂😂
Bas wo to hype karne ka method tha
I am sure kaafi scenes shoot kiye honge, first scene main ice tha, second tak sab melt ho gaya tha 🤣🤣🤣