Originally posted by: Indira12
Me teri shaadi karva rahi thi na Ani se itni problems hone ki bavajood 😡 Kyunki tera pyaar saccha tha.
Hema ka bhi mann liya bas pyaar ki khatir.
To mere pyaar ko itni doubt kyun karte ho 💔
Aree hum mummy papa ko kya shakal dikhayenge apni nahi uski 😐