Originally posted by: Manasi_16
Pata nahi yaar! Director Muzzu tha, mujhe ìtna hi pata hai!
Par KZK1 and KZK2 dono mein laal dupatta bahut udta tha na...toh yaad aata hai!
KZK1 mein toh PRB ki shaadi mein, Anurag had gifted Rish with a lal dupatta saying yeh ab aapki amanat hai...we all were like WTFFFF🤣
Mujhe wo Anurag ko Aparna jab marti hai wo scene ab bhi yaad hai....kya tha wo scene....🤣🤣