1:30 tak wahi dekha maine 🤪aur raat ko 1 baje wo truck accident scene aya suddenly 😳
Bigg Boss 20- Daily Discussion Thread - 29th September 2026
🏏West Indies tour of India 2026: 2nd ODI - on 30/09/26 @2:00 PM IST🏏
1:30 tak wahi dekha maine 🤪aur raat ko 1 baje wo truck accident scene aya suddenly 😳
mere yeha subha se ho rahi hai...Originally posted by: Eemasnia
Morning Nishu🤗
Mere yaha baarish raat ko huyi thi aur abhi mausam dekh ke lag raha hai phir honewali hai😆
Originally posted by: yurabaexx
24 hours more shivi. Himmat rakho. Uske baad naya episode bhi aa jayega
and naya cliffhanger bhi😬
Ye batana zaruri tha😒
Last week bhi 5th epi ka cliffhanger bura tha 24 hrs ka wait bhi jaan leva hota hai😵
Originally posted by: -Ayushi-
Yahan building demolish hone wali hai aur Vincenzo IG pe pics like kar rha hai 🤣🤣
That's his charm🤪🤣
Hotshot lawyer
Harvey Spectre ki yaad aayi thodi thodi 🤪
Bhulaye nahi bhul paati main usse🤪🤪
Also 🐒 on 🌴🤣🤣
And Hotshot Mafia☺️
Yeah Harvey kis kabutar ka naam hai🤔😆
Ayu Tera Future prediction galat ho gaya🤪
Yeah ☺️
Kabutar nahi hai yaar 🤪 Suits ka ML, US ka hotshot lawyer 😎

Originally posted by: .shivi396
Ayu Tera Future prediction galat ho gaya🤪
External factors affect kar gaye warna ho hi jaata sahi 😒