Originally posted by: dipali13
I think Anupama baccho ko wedding attend karne ko keh rahi hai because of Kavya 🐷 wo Anupama ko taunt marne ka bahana dhundhati rehti hai dekha nahi divorce ki khushi mai mithai layi aur Anupama ko bulaya na ki kisi aur ko🤢🤬 Anupama Kavya ki insecurities ko janti hai aur fir sab ko rehna to Kavya ke sath hi hai na? Fir Shadi mai na jane se hakikat badal to nahi jayegi na?
Aur agar Kavya nach rahi hai to wo apni taraf se sahi bhi hai Shah family and duniya ne usse bhi to bahot sunaya hai abb wo apne liye apne upar lage dusri aurat ka ilzam hatana chahti hai to wo bhi galat nahi hai bas wo abhi bhi Anupama se jealous aur insecure hoke tane marti hai ye galat hai
Ya Shadi Hakikat hai, par time to lagta hai na usko accept karne mein...Par yeh Anupama jaise force kar rahi hai sabko wedding ke liye
Kavya and her khushi, I will support par usne ek baar bhi Vanraj se nahi puchha ki shaadi kab kare. She told Shaadi kal karenge