Originally posted by: butterturnips
Anokhi se agar apni baat manwani h pati-patni wali toh submissive banna padega Shaurya ko 🤣
Kya se kya ho gaya Professor se sidha submissive ban gaya 🤣
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 28th Sept 2026
🐅 THE TIGER ASIF AT ~~*~~ National Phenomenon Is Brewing ~~*~~
Neetu and RK -birthday wishes 😊
Happy Birthday Ranbir Kapoor 🎊
🏏India vs Afghanistan, 2nd Quarter-Final, Asian Games 2026🏏
Originally posted by: butterturnips
Anokhi se agar apni baat manwani h pati-patni wali toh submissive banna padega Shaurya ko 🤣
Kya se kya ho gaya Professor se sidha submissive ban gaya 🤣
Wo sindoor wala haath uske pyaar ki nishani h 😂 isliye nahi dhoyega haath, that's his marriage certificate 🤣
Abhi toh Shaurya kya kya banega tumhe idea nahi h 🤣
Originally posted by: butterturnips
Anokhi se agar apni baat manwani h pati-patni wali toh submissive banna padega Shaurya ko 🤣
Haan bed ke bahar Anokhi dominant..
Bed pe Shaurya.. 🤣🤣
Originally posted by: butterturnips
@bold - Shaurya ko tum KS kyun banana chah rahi ho? Wo nas nahi katega, seedhe khud ko bed se baandh lega kapde utaar kar 🤣
Ye koi kaise kar sakta hai??
Khud ko baandh le??
🤣
Pyaar mein log kya kya ban jaate hai 🤣
Relationship balance karna zaroori hai 🤣
Originally posted by: butterturnips
Wo sindoor wala haath uske pyaar ki nishani h 😂 isliye nahi dhoyega haath, that's his marriage certificate 🤣
Pyaar ki nishaani means something else in ITV.. 🤣🤣
Waise ITV world mein ML FL ko kehta h ki wo uski maa ki izzat kare, par yahan toh FL seedhe bol rahi h ki meri saans ko izzat do tabhi shaadi manungi 😆
Shaurya ko Anokhi ke sath SR manane ke liye pehle uski saans ko manana hoga 🤣