Cook ke haath ka khana nahin khaate they . Ab aaj kul ki girls ne mana karna shuru kar diya hai
Ek baar meri mausi ka phone aaya woh mummy se baat kar rahi thi . . Dopaher ka time tha
Mausi ne kaha main ab phone rakh rahi hoon mujhe bacchon ko khana parasna hai aur husband ko bhi khana parasna hai
Jub mausi phone pe baat kar rahi thi mausi ke bacche aur husband shout kar rahe they ki khaana parso
Jub mausi ki do ladke ek 18 year aur ek 15 year ka
To maine mummy se kaha ki unke do ladke to ab apne aap khaana paras sakte hain kyon nahin paraste ab woh itne chote nahin rahe
0