Ek baar Vir ne Purvi ke character pe doubt kiya tha aur uska disgust use apne aap pe aaj tak hai to is baar to us Moorkh Manav ka pitna tay hai.
Ab kitni gandi tarah se dhulai hoti hai uski ye dekhne mein maza aaega 😂
Aaj ka precap mein jab Purvi ne thappad mara na to meri mummy kah rahi ab aayi na apne jagatmata roop se bahar 😂 😂