Originally posted by: ashwariya_98
Haa š
Im dreading roti huyi Anokhi though...but I know Shauyra will be a treat to watch š¤£
Uski jealousy dekhne mei gazzab mazza aaega š¤£
And uske baad woh roya bhi toh bhi mazza aaega š¤£
Im all in for Watching Shauyra in all his glory šš
Ladko ki jealousy dekhne mein jyada mazza aata hai as compared to girls š¤£
Ahir ek do baar bas Anokhi ko gale laga le aur SS dekh le š phir uska paara kitna chadega