Originally posted by: pallavi_p28
Aaj se tum hamare is purane kamre me rahogi.
Ye dialogue sun ne me chota hai but i think it has a broad meaning. Saki chahti to purvi ko uska room wapas dekar khud apne us purane room me chali jati. The word purana jo mujhe hit kar raha hai ki sakshi purvi ko aage isi tarah treat karegi, 2nd hand things k saath, aur usne baar baar purvi ko molkki kaha, matlab wo purvi ko accept to karegi but respect nhi. Aur mukhi ko wo kisi bhi haalat me purvi k paas nhi aane degi, jaisa saki ko lagta hai ki they dont love each other aaj bhi mukhi ji apni pahli patni se pyar karte hai, jaisa usne aaj bola. The gr8 misunderstanding.
Saki isi galatfahmi me hai
Mukhi purvi k paas aana chahta hai
Aur purvi vir ko ignore karegi for saki's health
Yes even I felt it jab maine episode dekha tha.. Mujhe yeh bhi accha nahi laga jab saki ne bola tum main saree haq milenge jo mukhi ki molkki ko milte hain...
Woh haq dene wali baat bhi JnM ko wajase ki saki bol rahi thi.. warna saki kabhi nahi pur ko keheti ruk jane kiliye...
Bada dhamaka hoga jab saki ko pata chalega ki purvir ek dusre ko pyaar karte hain..