Originally posted by: surabhi01
I Dont understand ki aakhir yeh baa vanraj aakhir kya anupama ko batane ki koshish kar rahe hain ki society taunt karegi sanan ka engagement hai
Arey anupama ko bhi pata hai ki uski akele reh kar sub kuch sambhalna use bhi pata hai sanan ka engagement hona hai pakhi ki padhai complete use bhi naukri aur baad mein shaadi karni hai yeh sub anupama ko pata hai anupama know it Very well
But yeh responsiblity agar anupama poora karegi to agar samar ki shaadi karegi aur pakhi ki padhai poori karkwake phir uski shaadi karke phir doctor se apni bimari ka treatment karwayegi to yeh sub karte karte to aise hi 6,7 year nikal gaye
Aur phir 6,7 year baad divorce lene ka kya matlab. Tub to yahi kaha jaayega anupama se jub 6,7 year tuk bina divorce ke bina vanraj ke saath kaat liya to baaki ki zindagi bhi bina divorce diye hue vanraj ke saath kaat lo ab 6 , 7 year ke baad divorce lene ka kya matlab. Yahi kaha jayega anupama se
But anupama ko pata hai ki uski responsiblity as Mother khatm nahi hue hi but yeh responsiblity poora karne many year lagenge to aakhir anupama kyon responsiblity ki chalte apni self respect itni year tuk compromise kare just to full fill responsiblity hai
Anupama mentaly prepare hai use pata hai divorce le baad akele reh kar aagey ki zindagi kaatja easy nahin hoga but phir bhi woh divorce le rahi hai to aakhir yeh sub anupama se kya kehna chahete hai be it dolly or vanraj or baa
These baa, vanraj shiud know that anupama know that life will be diffcult for her after divorce but anupama is not that person jo mushkil se ghabra jaayegi . Anupama is mentally prepare for all diffculyy after divorce She is fighter kitni bhi musibat aaye anupama never give up
To anupama ko jub is baat ki chinta nahin hai ki society kya kahegi aur jub use chinta nahin hai ki divorce ke baad woh kaise sub khuch karegi she is totally mentaly prepare for it to yeh baar baar anupama ko jabardasti kyon dara rahe hain
Anupama is baat se nahin ghabratiki society kya kahegi woh akele kaise karegi woh bus yeh chahti hai ki uski self respect ke saath koi compromise na ho aur isi self respect ke chalte woh divorce dena chahti hai
Yeh baat vanraj aur baa ko samjhani chahiye ya phir yeh dono janbhuj kar anjaan ban rahe hain
And again questiion to baa vanraj jub tuk anupama ko affair ke bare mein pata nahin tha aur jub usne divorce ke liye apply nahin kiya tha aur vanraj anupama se jhagade karta tha tub baa ne vanraj ko anupama se jhagda karne se kyon nahin roka
Ab kaise yaad aa raha ki parivaar nahin tootna chahiye kyon jub divorce ho jaayega to log to poochenge ki akhir vanraj aur anupama ka divorce kyon hua itni year baad to phir to vanraj ki pole khulegi society ke saamne ki teen bacchon ka father hote hue vanraj ne bahar wali chakkar chalaya to bete ki izzat ki dhajjiyaan ud engine
To bete ki izzat ki dhajjiyaan na ude to baa divorce nahin chahtti asli baat to yahi hai
Kyonki agar baa ko wakai chinta hoti aur wakai chahtti ki vanraj aur anupama aapas mein pyaar se rahe to baa vanraj ko in 25 year mein jaroor vanraj ko samjhauta ya scold karti ki apni biwi se aise rudely baat mut karo but baa ne aisa nahin kiya in 25 year
To baa ka yeh rona parivaar toote jaayega yeh sub Hell irrating aur fake lagta hai
21