Originally posted by: pallavi_p28
Sargam ek baar wo sketch sapna ko bhi dikha do. Aur mere pm ka kya hua
Haa bhej hi rahi thi..Chashme wala portrait...Ap double battery ho na🤣
Finishing kar rahi thi uski🤣
ICE REMOVED 20.3
Kyunki spin-off : Kyunki rishton ke bhi roop badalte hain
Ranveer, Aditya, cast and crew at Dhurandhar 2 premiere!!
Akshay Khanna Fa9La vs Ranveer Singh Didi Didi
Manish Malhotra s mother passes away.
🏏TATA IPL 2026 Build-up Live Updates🏏
S S Rajamouli posts on Dhurandhar!!!
Eid Mubarak
Preity Zinta in Kunal Kemmu's Directorial - Vibe
Originally posted by: pallavi_p28
Sargam ek baar wo sketch sapna ko bhi dikha do. Aur mere pm ka kya hua
Haa bhej hi rahi thi..Chashme wala portrait...Ap double battery ho na🤣
Finishing kar rahi thi uski🤣
Hoo.. Aisi konsi bank mai jama kar rakha hai itna kala dhan.. 🤣🤣🤣🤣
Dena bank m🤣🤣
Originally posted by: sargamif
Wahi to..Dekha bhi hoga to kaunsa kuch ukhad lungi unka m
Tabhi maine bola akal hi anhi unme🤣🤣
Vahi na.. Dekha bhi hoga to kya..
Aisa mat bol maaregi tujhe pakad ke.. 🤣🤣🤣
Wow. . Sargu.. Ye tune banaya.. 🤩🤩🤩🤩🤩🤩
Kitni acchi sketching karti hai tu.. Kyu chod diya.. 😥😥
Ye to sach mai bahut khubsurat hai.. 🤩
Kitne talent aur chupa ke rakhe hai...
Vaise nez to bahut khubsurat hai.. 🤩❤❤❤
Vahi na.. Dekha bhi hoga to kya..
Aisa mat bol maaregi tujhe pakad ke.. 🤣🤣🤣
Arrey marengi kya..Aj wo pagal ho gayi thi
Virtual kiss kar kar ke mera pura muh geela kar diya
Pallavi de se pucho
Vahi na.. Dekha bhi hoga to kya..
Aisa mat bol maaregi tujhe pakad ke.. 🤣🤣🤣
Nhi aaj to kissi wissy chal raha hai dono me🤣
Originally posted by: sargamif
Dena bank m🤣🤣
Abhi IT walo ko information leak karni hii padegi.. Bahut maal ikkatha kar liya hai tune.. 😝🤣🤣🤣🤣
Originally posted by: pallavi_p28
Nhi aaj to kissi wissy chal raha hai dono me🤣
Maine kab kiya kissy wissy
One way tha wo
Originally posted by: sargamif
Arrey marengi kya..Aj wo pagal ho gayi thi
Virtual kiss kar kar ke mera pura muh geela kar diya
Pallavi de se pucho
Are wahh.. Itna pyaar.. 😱😱😱
Ye sab kuch thik hai na.. 😝🤣🤣🤣
Originally posted by: sargamif
Arrey marengi kya..Aj wo pagal ho gayi thi
Virtual kiss kar kar ke mera pura muh geela kar diya
Pallavi de se pucho
Maine wahi bola.
Nezu ne aaj khub sari gilli gilli kissi di hai sargam ko🤣