Kc ke din ka to lagta nahi hai.. Matlab ab aisa kya hii hoga din mai jo anjali record karegi.. 🙄
Baad ka hii lgta hai mereko to..
Sapna hii lagta hai mujhe bhi anjali ka ye..🙄
Par ye saki ko itna bevakoof kaise bta sakte hai matlab sindoor bhi to lagati hai pur vo nhi dikhta.. Aur isko mangalsutra ki design tak yaad hai.. Par practical jo dikhayi de raha usse vo sab na dikh raha.. 🙄
Haa ye shayd imagination ho ya fir sirf promo shoot ho sakta hai
Manas wale scene me shayd Purvi ne MS pehna hai ...🙄🙄
Ye sakshi ko kaun si dawa di hai re doctor ne 🤣