Jitna likhna hai likho Faja bus zyada bade bade words mat use karna..😝 tumhara post padhte padhte google Karoo toh rhythm break hojata hai na😔
🏏IPL 2026: KKR vs Mumbai Indians, 65th Match, Eden Gardens🏏
what is going on with Salman Khan?
Episode dtd 20.5
When karisma kapoor abused and yelled at a dancer on set
Kangna's stance on victims of DV and dowry death
Anupamaa 20 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
'Mashooqa' song - Cocktail 2 - Shahid Kapoor & Kriti Sanon
'Tujhko' song - Cocktail 2 - Shahid & Rashmika
Official Trailer - "Main Vaapas Aaunga" - Sharwari, Vedang & Diljit
Arsenal win Premiere league title- Ranveer Singh posts story
🏏IPL 2026: Gujarat Titans vs Chennai Super Kings, M- 66, Ahmedabad🏏
Jitna likhna hai likho Faja bus zyada bade bade words mat use karna..😝 tumhara post padhte padhte google Karoo toh rhythm break hojata hai na😔
Originally posted by: Itsmesabah
Tu bus bol 2,3 4 poore ke poore 52 cards pe badla hoga...😝
Tera bhi uss production house se jigrata dosti hai? 😕
did u tag me here Indu...Aise aayi kya mein?
Humne pukara aur tum chaliiii ayyyee... 🤗
did u tag me here Indu...Aise aayi kya mein?
Haan 🤣
Aree tum itni chinta kyun karti ho Fajaaaaaaa? 😒 Bas apni kalam chalati jaon, oops, apni ungliyan keypad mei chalati jaon 👍🏼
Originally posted by: Indira12
Tera bhi uss production house se jigrata dosti hai? 😕
Nahi baba... aisa kuch nahi hai...
Originally posted by: Itsmesabah
Humne pukara aur tum chaliiii ayyyee... 🤗
Arey..pukar to sun li...bharosa rakh ke ankhein band kar ke aayi yahan..
Ahi ankhein khuli to location change dekha
Originally posted by: Indira12
Haan 🤣
Aree tum itni chinta kyun karti ho Fajaaaaaaa? 😒 Bas apni kalam chalati jaon, oops, apni ungliyan keypad mei chalati jaon 👍🏼
Aur duniya badalti jao Faja... 🤗
Arey..pukar to sun li...bharosa rakh ke ankhein band kar ke aayi yahan..
Ahi ankhein khuli to location change dekha
Hum hai hee chamatkari🤗
Originally posted by: Itsmesabah
Nahi baba... aisa kuch nahi hai...
To itni badi badi dialogues kaise mar rahi hai? 😡
Originally posted by: Indira12
To itni badi badi dialogues kaise mar rahi hai? 😡
Kabhi kabhi apun ka moodich badal jata hai...
ab chappal udhta hua aayega main bahut hass rahi hoon...