Ketan, mane ke khara sona jaise toh main khud hi hoon,
Is liye diamonds ka business hai mera.
Hai toh kahi showroom mere,
Lekin ghar peh study main beth ke show off karna kaam hai mera.
Leta hoon Farhad ki madat har cheez ke liye,
Kyoon ke ekk woh hi toh hai bachpan ka yaar mera.
Chai kaam ho ya personal problem,
Haar kadam saaye ke tarha deta hai woh saath mera.
Naa jaanta hoon duniya daari aur uske kanoon.
Sab apni marzi se karna hi swaag hai mera.
Kisi ki baat na maanta hoon, na sunta hoon,
bas aapni samjhane peh rehta hoon,
Is liye hi toh ARDHAMAINDA tagline hai mera.
Whiskey ke naam peh peeta hoon apple juice,
Akhir image ko banaye rakhna haq hai mera.
Asli sharaab peene ke nuksaan se wakif hoon main,
Ase hi toh nahi "born smart" nickname hai mera.
This is too good- perfect description of Raghav Rao and these 4 stanzas had me laughing.
This is talent and I hope you can write more poems too.
I really loved the fact you included Farhad and Harish too.
and your last stanza perfectly sums up the whole poem❤️