Originally posted by: Indira12
Haan vahi Rudy. Ani Bon ko aatmaraksha kyun sikha raha hai? Ye to khud ki hi raksha nahi kar pata, hamesha ya to Saurabh ya phir Bon karti hai
Phir kali mirch aakhon mei phoonk na sikha raha hai aur nishana chodne ko keh raha hai. Par Bon to pehle hi ye sab kar chuki hai, vo chudiya chod ke gayi hai as nishana, mitti bhi daali hai gundo ke aankhon mei
Indu he is an idiot...bon is savage already🤪🤣
