Originally posted by: Amaraddict
IG pe madam ko bohot kuch sunna pada jab woh holi wala scene dream nikla usne kisi ko reply kiya tha woh dream nahin haiβ¦ hamari feelings ke saath khelti hai yeh πππ
Yeh sab hua tha Ab agar dream hain toh kyon jhoot bola π§π€£