Originally posted by: Piyaazzz
patani unka dimag itta kharab kyu he
Kal Raat bakaiti Karne me itni busy thi ki khud Ka khayal nhi rakha Ka rha unse 🤔
Saamne aao aap Di garmi me kambal kutai karungi aapki
Vaise Mera bhi kal sar dard ho gya tha patani kaise😒
Ye jo achanak se yaha garmi hue hai na Wahi reason hoga