isme puchne wali baat kya he bas kood pado bakaiti Karne 🤣Sach mai.. Hai hii hasne laayak.. Bichara viru.. Agar ye uska plan hai to bhi bawari ka faisla sunke pairo tale ki jameen khisak gayi hogi.. S9ch raha hoga chala tha hero banne.. Idhar apni hii lutiya dub gayi.. 🤣🤣🤣
hello..❤🤗.. Kya mai bhi iss crazy place ko join kar sakti huu.. 🙈
Welcome to the crazy forum 😆
Pehle mujhe laga kaiina Di ne UN change Kar liya 🤣🤣🤣🤣🤣🤣