This is not first time anupama ask to di respect elder or vanraj. She always say ek father hone ka vanraj ne farz nibhaya hai woh to hamesha kehti hai vanraj ki respect karo as he is ur father
Hum dono ab beech pati aur patni ka relation ship na ho but he is ur father kyonki ab tuk ki padhai likhayi aur khaana peena vanraj ke paise se hua hai
Jub samar jail mein tha tub anupama ne hi samar ko support kiya over vanraj and Even going to complain against vanraj and kavya and Even confroted vanraj over this
Tub to anupama ne nahin kaha tha samar se ki vanraj ko sorry bolo when samar went to kavya house and insult vanraj for calling anupama mentaly un stable
Anupama ne hi samar ko jail se nikalaa hai.
Aaj agar samar ka career bacha hai to anupama ki wajah se
Last Week bhi when vanraj was scolding samar proposing nandini then it is anupama who stand for samar and speak against vanraj
To aisa nahin hai anupama ne kabhi samar ko support nahin kiya over vanraj
0