Originally posted by: Rajpatil12
Abjini dekha maine sach bola tha na ki teri mehnat waste hogi now look
Haa sahi bola Raj tumne mein haar gayi Rose saš¤Ŗ. Itna baada paragraph likhna ka bhi koyi fyada nahi hoya just meri mehnat waste ho gayiš¤. Rose ko koyi bhi nahi samjha sakta.
A song iss situation ka liya:
"Rose jeet gayi hum haar gayaaa kabhi socha naa tha hum haar jayegaa oo khuda baata da kyu hum haar gaya hum naa toh bas samjhana ki koshish kiya tha"(song from hero film meri taraf sa iss situation ka liya)š³š¶š
Edited by Abjini - 5 years ago
3