rim.......🤣Originally posted by: ..RiMi..
Haan 🤣
And aaj jab sindhora gira uska.. normal ITV me vfx editing aur dhoom tana na na ke saath apshagun ka music bajta 🤣 Aur heroine bolti - hey maa durgaaaaa😲 ye kya paap hua mujhse 😭 Fir 1 Litre aansu bahati 😭
Lekin BB me kya hua? Jaldi se Bon ne sindoor samet ke rakh diya like a normal human being 🤣
Our mind is so in sync🤣
Mai soch rahi thi arre yeh toh aapshagun hai, bon ko koi tension kyun nehi hai,
Ani ko kuch hoga kya, arre bon ko pata nehi hoga iska.... Etc,.... 🤣
phir samajh aya they don't give a damn🤣