Sahi kaha fifa👍🏼
Aaj se Rimi Ani ki Sasumaa 2.0 hai🤪
Ab buri nazar daali usne uspar to bohot bada paap lagega🤣
Alpha drops by 90% in second weekend
🏏India Tour of England 2026: 5th T20I on11th July 2026 at 7PM IST🏏
Thoughts on Tabahi song
Dhamaal 4 emerges a success,a potential HIT
24 years of Devdas
🎵S. Janaki: One Voice that Reflected in a Thousand Melodious Emotions
Did Gautam Gambhir's decisions cost Team India the series?
Sahi kaha fifa👍🏼
Aaj se Rimi Ani ki Sasumaa 2.0 hai🤪
Ab buri nazar daali usne uspar to bohot bada paap lagega🤣
Originally posted by: Scarlett_15
Aaj se Rimi Ani ki Sasumaa 2.0 hai🤪
Ab buri nazar daali usne uspar to bohot bada paap lagega🤣
Tujhe lagta hai kya ki rimi ko paap jaise cheez se farak padta hai🤪
Pravi After Hearing This-

Tujhe lagta hai kya ki rimi ko paap jaise cheez se farak padta hai🤪
Chalo maan lo nahi padega par uski Maa samaan saas banne se to fark padega na🤪
Originally posted by: Scarlett_15
Bug ki beti matlab maasi huyi na tu..🤪
To phir Ani tera bhi Jamai hua bete jaisa🤣
Bug hai vo meri Behen nahi 👍🏼
Originally posted by: Scarlett_15
Haan kyu nahi, The Anirudh Roy Choudhary ki behen hoon main..😳
Suno tum itne bade bade sapne matt dekho 🤪
Originally posted by: Scarlett_15
Aaj se Rimi Ani ki Sasumaa 2.0 hai🤪
Ab buri nazar daali usne uspar to bohot bada paap lagega🤣
Mujhe yaad aa gaya tum shuru se hi mujhe Ani ki behen aur pata nahi kya kya banaane pe tuli thi...
ek baar mai jhooth moot ka bura bhi maan chuki hu 🤪
Originally posted by: Scarlett_15
Chalo maan lo nahi padega par uski Maa samaan saas banne se to fark padega na🤪

Tujhe lagta hai kya ki rimi ko paap jaise cheez se farak padta hai🤪
Bilkul nahi 😎
humaare paap ka ghada already bhara hua hai 🤣 abb aur jagah nahi hai 🤪
Helllowwwww Pepsi 😳🤗